Thursday, April 13, 2006

JAB MAINE RAB SE MAANGA

Rab se paani maanga to saagar diya,
Phool maanga to bagicha diya,
Ghar maanga to mehal diya,
Jab maine rab ko hi maang liya to ussne mujhe aap jaisa pyaara dost diya

Jiss taraf dekho udhar tumhaara hi naam hai...,
Jiss taraf dekho udhar tumhaara hi naam hai...;
Upar likha hain "MOST WANTED" aur neeche 5 lakh ka Inaam hai..!!!

Ghoonghat me tujhe dekha to.....
Deewana hua Sangeet ka taraana hua
Shamaa ka parwana hua
Masti me mastaana hua ..
Par jaise hi ghoonghat uthaaya to ..
Is duniya se ravaana hua....

Har subah ki dhundh kuchh yad dilati hai,
Har phool ki khushboo ek jaadu jagati hai.
Chahun na chahun kitna bhi, par aapki yad roj aa hi jati hai...

0 Comments:

Post a Comment

<< Home